ABOUT JAIPUR

May 31, 2012

IMPORTANT HINDI PHRASES


ASKING FOR HELP AND DIRECTIONS
I'm lost:   HUM KHO GAYE HAIN
Can I help you?:      KYA MAI AAPKI MADAD KAR SAKTA/ SAKTI (FEMALE) HOON?
Can you help me?:    KYA AAP MERI MADAD KAR SAKTEY HAIN?
Where is the (bathroom)?:    TOILET OR BATHROOM KAHAAN HAI?   
Where is the pharmacy?:   DAWAAI KI DUKAAN KAHAAN HAI?
Go straight! then turn left/ right!:  SEEDHEY JAAEY! PHIR BĀNYAE/ DĀNYAE MUDIYE
I'm looking for john:     MEIN JOHN KO DHOONDH RAHAA/ RAHI (FEMALE) HOON
One moment please! :   EK MINAT…   
Hold on please! (phone):    EK MINAT…   
How much is this?:     YEH KAISEY DIYAA?   OR YEH KITNE KA HAI?
Excuse me ...! (to ask for something):    SUNIYE…   
Excuse me! ( to pass by):     SIDE DIJIYE / ZARA HATIYE   
Come with me!:        MERE SAATH AAEEYÉ!   


HOW TO INTRODUCE YOURSELF  
Do you speak (English/ Hindi)? Kyaa aap (angrézee/hindi) mein baat kar saktey hain?

Just a little. Bus thodaasaa.   

What's your name? Aapka naam kyaa hai?   

My name is ... Meraa naam …hai.   

Mr.../ Mrs.…/ Miss… Shree../Shreematee…/Kumaari…/Kumar (Master)
Nice to meet you! Aapsey milkar khushi huee

You're very kind! Aap bahut dayaloo hain!   

Where are you from? Aap kahaan sey hain?   

I'm from (the U.S/ India) Mein (amerika/ bhārata) se hoon

I'm (American) Mein amrikan hoon.   

Where do you live? Aap kahaan rehtey hain?   

I live in (the U.S/ India) Mein (US/ bhārata) mein rehtaa/ rehtee (female) hoon.
Did you like it here? Kyaa aap ko yahaan accha lagtaa hai?
India is a wonderful country Bharat ek adbhut desh hai   

What do you do for a living? Aap kyaa kaam kartey hain?   

I work as a (translator/ businessman) Mera apnaa vyaapaar hai (I have my own business)

I like Hindi Mujhey Hindi bhaashaa acchee lagtee hai.

I've been learning Hindi for 1 month Main ek maheeney sey Hindi seekh raha/ rahee (female) hoon.

Oh! That's good! Yeh accha hai!   

How old are you? Aapkee umar kyaa hai?   

I'm (twenty, thirty...) years old. Mein (bees, tees…) saal ka hoon/ ki hoon (female)

I have to go Mujhey jaana

I will be right back! Mein turant laut key aaoongaa/ aaoongi (female)

1 comment: